Ik Lamha | [Slowed+Reverb] | Azaan Sami Khan | LOFI WALA
LOFI WALA LOFI WALA
65.7K subscribers
2,998 views
0

 Published On Sep 11, 2022

Thank you for watching this video 😊
And subscribe this channel for more videos 🙏
Use Headphones For Better Experience 🙂
Follow me on instagram 🙂

Instagram Link https://instagram.com/_lofi_wala?igsh...


Song Ik Lamha
Singer Azaan Sami Khan
Lyricist AM Turaz
Music Alex Shahbaz & Shafaat Ali
Music label Azaan Sami Khan
Release Date December 25th, 2021

Song lyrics

Teri dooriyan mujhpe gunah hai
Dil chahat iski gawah hai
Meri duniyan teri panah hai
Yahi ishq ne mujhse kaha hai

Kuchh mujhme tu aise basa hai
Koyi mujhme na meri jagah hai
Kuchh dekhu to tu dikhta hai
Meri ankhon main teri nigah hai

Tujhse bichhad ke
Ba khuda main yahaan
Ji na sakunga ek lamha

Aaram aata he didar se tere
Mit jaate hai sare gum
Hai ye dua ke tujhe dekhte
Dekhte hi nikl jaaye dum

Sukrana chaahe na
Main jitna bhi karlu k
Phir bhi rahega vo ghum

Tera tassavur
Mujhe deke mola ne
Mujhpe kiya hai karam

Nikl jaaye dam dam dam dam

Dil savarta hai tere khayalon se
Dil savarta hai tere khayalon se
Jagmagata hai tere ujalo se

Raqs krta hai dil
Tujhpe marta hua
Paaglon sa tera
Paaglon sa tera
Zikrr karta hua

Mere chaino sukun teri raah
Tu rooh ki khwabgaah hai

Tujhse bichhad ke
Ba khuda main yahaan
Ji na sakunga ek lamha

Aaram aata he didar se tere
Mit jaate hai sare gum
Hai ye dua ke tujhe dekhte
Dekhte hi nikl jaaye dum




#IkLamha
#LOFIWALA

show more

Share/Embed