Dil Mein Ho Tum | Emaran Hashmi | Sherya D |Arman Malik
Amit kumar Minocha Amit kumar Minocha
800 subscribers
601 views
0

 Published On Apr 24, 2024

Dil Mein Ho Tum | Emaran Hashmi | Sherya D |Arman Malik

#hindisong #bollywoodsongs #music #indiansong #lyricalbollysongs #armaanmalik #emraanhashmi #sheryadutt

Song credits:
Song: Dil me ho tum
Artists: Armaan Malik, Bappi Lahiri, Rochak Kohli
Movie: Why Cheat India
Released: 2018
Genre: Indian Film Pop

Lyrics

Chal diya

Dil tere peeche peeche

Dekhta main rah gaya

Kuch toh hai tere mere darmiyan

Jo ankaha sa reh gaya


Main jo kabhi keh na saka

Aaj kehta hoon pehli dafa


Dil mein ho tum

Aankhon mein tum

Pehli nazar se hi yaara


Dil mein ho tum

Aankhon mein tum

Pehli nazar se hi yaara

Yeh ishq ki hain saazishein

Lo aa mile hum dobara


Dil mein ho tum

Aankhon mein tum

Pehli nazar se hi yaara

Pehli nazar se hi yaara


Sarphira sa main musafir

Paaon kahin thehre na mere

Phir meri awaargi ko

Aane lage khaab tere (x2)


Yeh pyaar bhi kya qaid hai

Koi hona na chaahe riha


Dil mein ho tum

Aankhon mein tum

Pehli nazar se hi yaara

O.. yeh ishq ki hain saazishein

Lo aa mile hum dobara


Dil mein ho tum

Aankhon mein tum

Pehli nazar se hi yaara

Pehli nazar se hi yaara


Tere bin ye saare mausam

Berang thhe bemaza thhe

Shaamil nahi thi tu jinme

Wo saare pal bewajah thhe


Woh zindagi hai hi nahi

Jo main tere bina jee liya


Dil mein ho tum

Aankhon mein tum

Pehli nazar se hi yaara

O.. yeh ishq ki hain saazishein

Lo aa mile hum dobara


Dil mein ho tum

Aankhon mein tum

Pehli nazar se hi yaara

Pehli nazar se hi yaara

show more

Share/Embed