bade arman se rakha hai balam_Malhar 1951_Shammi& Arjun Bakshi _Lata_ Mukesh_ Indeewar_Roshan_a tri.
mastkalandr mastkalandr
3.6M subscribers
8,955,121 views
0

 Published On Nov 2, 2011

Song : Bade armanon se rakha hai balam ..
Movie : Malhar (1951) , was the only film produced by playback singer Mukesh ,under the banner of Darling Films.
Singers : Lata Mangeshkar, Mukesh,
Lyricist : Shyamlal ( Indeewar),
Music Director : Roshan,
Cast : Arjun Bakshi,Shammi,Moti Sagar,Sonali Devi,Kanahiyalal,Sankatha
Director: Harish
producer : Mukesh (Darling Films ),

Lyrics :-

bade armaanon se rakhaa hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam
judaa na kar sakenge hamko zamaane ke sitam
ho, zamaane ke sitam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam

le uthaa pyaar bhi angdaayi hai, dil bhi jawaan
aji, aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan
aji, aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan
door duniyaa ki nigaahon se kahin jaayenge ham
o kahin jaayenge ham
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho pahla kadam
bade armaanon se rakhaa hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam

teri do aankhon mein dikhte hain mujhe donon jahaan
inhi mein kho gayaa dil meraa kaho dhoondun kahaan
inhi mein kho gayaa dil meraa kaho dhoondun kahaan
chaand ghattaa ho ghate apni mohabbat na ho kam
o mohabbat na ho kam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho pahla kadam
bade armaanon se rakhaa hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam

meri naiyaa ko kinaare kaa intzaar nahin
meri naiyaa ko kinaare kaa intzaar nahin
teraa aanchal ho to patwaar bhi darkaar nahin
teraa aanchal ho to patwaar bhi darkaar nahin
tere hote huye kyun ho mujhe toofaan kaa gham
mujhe toofaan kaa gham
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam
bade armaanon se rakhaa hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam ...

Arjun Bakshi was introduced as the leading man opposite Shammi in Malhar (1951). Malhar was the only film produced by playback singer Mukesh under the banner of Darling Films. Arjun Bakshi also played the lead opposite Geeta Bali in Daku Ki Ladki (1954).

Jyoti Bakshi and her father Arjun Bakshi :-

Her name was Jyoti Bakshi. Jyoti Bakshi was introduced by Dev Anand's brother Vijay Anand in Bullet (1976).

Asha Bhosle and Kishore Kumar singing for Jyoti Bakshi and Dev Anand in Bullet (1976), music by R.D. Burman.

2. She died a lonely death. Her semi decomposed body was found at her residence.

3. Her father's name was Arjun Bakshi. Arjun Bakshi was introduced as the leading man opposite Shammi in Malhar (1951). Malhar was the only film produced by playback singer Mukesh under the banner of Darling Films. Arjun Bakshi also played the lead opposite Geeta Bali in Daku Ki Ladki (1954).
Song- Bade armaanon se rakha hai balam (Malhaar) 1951) Singers-Lata, Mukesh, Lyrics- Shyamlal ( Indeewar), MD-Roshan

show more

Share/Embed